Thursday, 10 May 2012

Tha gabara unhe mera sath rahna ,

Tha gabara unhe mera sath rahna ,
kuch pal sath bitana,
kuch bat karna,
mai samajh na saka abhi tak unki echchao ko,
jab bhi dekha unhe jis-2 tarah se ,
koi na jane unke man mai hai kya,
sapna mai unke khayabo mai  kya,
jab dekha unhae maine door tak tanha jate huye,
soch kuch sath chalke b hi dekh lu,
poncha maine jab unse us bare mai,
dutkar diya unhone jhat se.,
laga mujhe tha kuch bura,
man masos kar rah gaya,
bura unke dutkarne ka nhi,
sath na le chalne ka laga,
aaj jab mai tha parensha bin bat ke,
kuch aanmana kuch udas sa,
aakar pass unhone jab karan poncha,
mai kya jabab deta unhe,
thoda soch,thoda dimag lagaya,
man mandir ki taraju se taul kar,
kuch gine chune shabd bahr laya,
sunkar bo hans diye',
kuch bole or chal diye,
aab mujhe ye yankin hua,
bo chahte to hai mujhe,
par ejhar nhi karte,
soch-2 kar jamane ki harkate
bo jahir nhi karte,
na chahte gar bo mujhe to,
vo mere pass kyun aate,
sochta rahta hu bas yahi,
kyun bo aakar bat karte,
kal jab hadse mai maine chot khai thi,
pada tha aaspatal mai,'
fir bhi unki yad aayi thi,
pata nhi unko kisne bata diya,
bo panhuch gaye aasptal mai ,
aakar chana jad diya mujh mai,
dekh kar halat meri bo rokar bole,
pgal dost se bhi ye halat chupa liye,
aanshu "aab meri aankho se bhi nikal aaye the,
bo dard se nhi aapne,
unke aanshu dekh kar bhi nhi,
 unko dard hua meri bajah se ,
ye jankar aaye the,
mai jab ghar se chale jane ko taiyar tha,
yanha aane ko betab tha,
us bekrari mai bhi unki yad thi,
unke aane ka intjar tha,
aakar unhone jab mujhe bidai di,
mai bas mai baitha jyonhi,
aaksh aankho se bahar nikal aaye the,
ponchne ko aanshu bo aapna romal di,
thoda muskurate huye,
thoda saetrae huye ,
unhone kuch chand labjo ko farmaya,
"ja rahe ho door hamse,
hame tum yad rakhna,
shahar ki galiyon mai ,kanhi bhatak na jana,
mujhe yad rakhna or sampark banaye rakhna,
mujhe bo log pasand hai gaurav
jinka nam bada hota hai,
jinke namo mai ek bajan hota hai,"
bas nikal padi aapne gantav ki or,
maine bahar dekha shishe se jyonhi,
bo aabhi aanshu paunch kar nipte the,
bas yahi tasveer mere jehan mai bas gayi,
dilo dimag mai unki kanhi bat chap  gayi,
jab bhi mai udas hota tha,
lavo pe uska nam hota tha,
yad aate hi uske bo labj mai kam mai laga jata tha,
mai likhta rahta tha kabhi-2 patra unhe,
dhire-2 aapna kam badhne laga,
aapne nam mai kuch bajan badhne laga,
kam ke bojh ne mujhko,
unse door kar diya ,patr likhne ka samay bhi samay na liya,
aab unki sirf yad rah gayi thi,
sampark mitne se sirf unki kanhi bat rah gyi thi,
mai har miss call ka jabab deta,
bas unka hai yahi ummid karta,
kuch samay bad jab mera nam bada ho gaya,
unko batane or unse milne ka man hua,
panhuch gaya ganv aapne,
jayja pore ganv ka liya,
kuch nhi badla tha aabhi tak,
bahi ghar or bahi log the,
jab poncha maine unke bare mai,
 sabhi logo ne tal diya,
badi mushkil se kuch jan paya,
sunakar bante sabhi dost ki ,
dil dard se bhar gaya,
mere door chale jane ke  bad,
bo duniya ke julm sahti rahi,
maa,bap ko kho dene bali,
tere jane ke bad anath ho gayi,
jab ristedaro ne bat sadi ki chalai,
vo ban sherni unpar bigad gayi,
saf shabdo mai kar diya mana,
or teri chahat ki bat kar gayi,
jab sabhi ne milkar us par kai aarop laga diye,
kuch charitra henta ki bante kar di,
jab na kar sake aapni man mani ko
us bechari ko hi badnam kar diya,
kuch na kar saki bechari,
jab thak gayi jamane se ladte huye,
bana kar duptte ka fanda,usise jhul gayi...................................................
kuch aakhri labz bo kahkar gyi ujhse
tujhe batane ke liye................................
MAINE bo har bada nibhaya "gaurav",
jo kabhi tujhse kar na payi thi,
jo mere dil mai the or sapno mai tujhse kiye the,
mai tujhse kabhi kah na saki,
na hi kabhi ezhaar kar saki,
mere dil mai thi muhobbat tere liye,
par batana saki,
tere jane ke bad yanha ke halat badal gaye
jo log darte the kabhi bat karne se bhi,
bo aab julm dhane lage the,
mujhe samajh aakela mujh par jurm dha rahe the,
maine tujhe kabhi na bataya,
maine kya kya saha bas sahti rahi,
jab bat tujhse hoti thi,
dil par rakhkar paththar mai hansti thi,
dil rota tha mera ,mai use chupati thi,
maine dile halat ko kabhi
ezhar hone na diya,
tujh tak na jane diya soch ti thi mai bas yanhi,
kanhi tu sunkar meri bantai,
bapas laut kar na aajaye,
or aapne laksh se na bhatak jaye.......
jab tujhse bat hona band ho gaya,
mai aakeli or tanha rah gayi,
kanhi tu mujhe bhula na de,
esliye tujhe romal aapna diya tha,
par shayad bo tere pas aab nhi hai,
lagta hai tu mujhe bhol gaya,
ya shayad tujhe koi mil gaya,
mai bhatkti rahi teri yad mai gali-dar-gali,
der rato tak mai na soyi,
jab nam ekha dekha tera aakhbar mai,
dil ko bada hi sukon mila,
man khushi se jhom utha,
ban lahar ek pavan pawan si,
har jagah chitra gayi,
dekh tasveer teri lag rahatha jaise tujhse mulakat ho gayi,
mai roz aakhbar aane ka entzar karti,
usmai tera nam dhundhti,
na milta jab mujhte to mai bahut roti thi,
thi ummid mujhe tere aane ki,
esliye bahut dino tak jee liya,
mai hi janti hu kaise kante hai,
teri judai ke bad ke din,
har ummid jab toot gayi,
meri chahat jab jhunti pad gayi,
jab kuch na sojha mujhe,
mai tujhe chod kar chal diyi,
ja rahi hu chod kar tujhe,
gam bahut hai mujhe, 
mai birah bedna ki aab sah nhi sakti,
aab tere bin mai rah nahi sakti,
mai chali jaugi yanha se,
tum khush rahna or muskurate rahna,
teri kavitaye,
teri gajle,
teri pentings,
mujhe bahu hi janchti thi,
aab lagta hai shayad ,
tune likhna band kar diya....................
rutho ko manana,dukhiyno ko hasana
shayad band kar diya
aab lagata hai tu mera"gaurav"nahi raha ,
jisne sabhi ko khush rakha tha,
aab tu to bo hai
jisne dosro ka dard bantna chod diya,
MAIne jab aap na sab kuch khya tha,
jab aapno ne mujhe choda tha,
tunhe mujhe aapnaya,
padhaya-likhaya,mujhe aapna pan diya,
aab jab tonehi bhula diya
to aab mera kaun raha...
mujhe har bat yad hai teri,
bo har  khayad yad hai jo tune dikhaye the
mai kaise bhula du tera bo jhont bol kar hasana,
mai chanhti hu aagar sach mai tu mujhe chahta tha,
to ye sab kabhi band na karna,
aab en banto ka koi mol nahi raha.........
mai ja rahi hu tu aapna khayal rakhna,,
bas muskurate rahna.....................2,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
sunkar bante sabhi mera ronya -2 ro diya,
laga dil ko dhakka,or sadma aa gaya,
rote huye dilse bas yahi labz nikle,................
tune jo faisla liya ,bahut jaldi le liya,
 aab ye kavitaye ,
ye gajle,
ye rang bhare chitro ka koi mol nhi raha,
jab en par tarif karne bala na raha,
tu kynu mera or entzar na karsaki,
kynu chod kar tu mujhe chali gayi,
meri kya galti thi jiski saza ye di hai,
kisi  dosre ki galti ki saza muhe mili hai,
maine teri khushi,
teri chat ke liye,
har bo kam kiya hai,
or aab tunhe hi mujhe tanha chod diya hai,
tu ek bar aapni halat bata deti,
mai sab ki awaj dafan kardeta jo galat thi,
tu kahkar to dekhti ek bar,
mai unsab ka bajod mita deta,
maine tera rumal aaj tak na khone diya,
jab bhi roya esise se ashko ko ponch liya,
teri es nishani ko dil ke karib rakha,
janha bhi gaya ese sath lekar gaya,
dil mera aaj kuch kar gujrega,
aaj shayd un haram khoro ko,
bahut kuch khona pad jayega,
ho sakta hai unhe duniya se jana pad jayeega,
Maine bandok uthai or chal diya,
unke gharo ki or,
rakhkar sene par unke mai chalane bala tha,
tabhi dil mai khayal aaya,
ki ye upar panhuchkar tujhe fir bhi pareshan karenge,
rahne do jalimo ko jamin par enhe 
yanhi eska fal milega,
mai aana chaahta tha mai hi tere pass,
bas teri kasmo mai bandha rah gaya,
aab tere bin mai kaise jiyunga,
aagar tune sapno mai mujhse kuch bada kiya tha
to tune un bado ko tod diya,
mujhe kar tanha mere pyar ko galat sabit kar diya,
aab mai kaise jiyunga tanha rahkar,
aab es bade nam ka kya mol raha,
mere sapno ka kya mol raha,
maine tujhse kaha tha kabhi
"mai aapne nam mai etna bajan bhar dunga,
dosro ko lene mai aasani hogi',
aab usnam ka kya fayda ,
jab us nam ko sunne bala na raha,
he meri jan-e-tamnna,
meri chahat,
meri muhobbat,
mai tujhe kabhi bhula na paunga,
nahi deri gahah kisi ko launga,
mai bo har karam kaunga,
jo tujhe aachcha lagta tha,
aagar tu chahti hai yahi,
ki mai logo ko chupau,hassau or unki madad karu
to yahi sahi,
mai esi ko aapni jindgi bana lunga,
aaj meri halat devdas si ban gayi thi,
aaj fir chandramukhi akela kar gayi thi,
mai aab jab bhi udas hota hu,
teri yando mai doba hota hu,
uthata hu kagaj or kalam,
ek kabita likhta hu,
sunakr kisi mahfil mai tere hone ka ehsas karta hu,
kal ek mahfil mai kisi ne mujh par tana kas diya,
"es hasin chehre par muskan rakhte ho,
ye dard bhari kavitanye/gajle kyun likhte ho,"
jabab sunkar bo chup rah gaye,
kah diya maine unse,
dil-e-tamnnao ka ezhar karta hu,
es bhari mahfil mai ekb bat kahta hu,
ye chehra mera hasne ko majbor hai,
or ye dil gamgin likhne ko majboor hai,
chehre ko kisi ne kasmo se bandh rakha hai,
mere dil ko dard ne bandh rakha hai,
mai chehre par dil ki bat nhi lata,
dafan hai jo raj unhe ujagar nhi karta,
kai mere haste huye chehre ko dekh kar jete hai,
or kai meri dard bhari kavitao/gazla mai doob kar,
aapne lamho ko yad karte hai,
mera chehra mera beta huya kal hai,
meri kavitaye mera aaj hai,
enmai jo hansi dard ka aantar hai 
bo esliye hai kyunki
kavitano mai koi chupa hai,
bo na dekh le kanhi rota hua mujhe 
esliye muskurata chehra rakha hai,......................................2
logo ko malom nhi mujhse kya jalan hai ,
har koi kuch na kuch kahta hai,
aaj kisi ne kaha hamse
tum aapna kam samhalo,
ek aache pad par ho usko samhalo,
aapna ghar dekho,parivar dekho,
unki haishiyat ko dekho,
unki aalishan shakhshiyat ko dekho,
kynu unka nam badnam karte ho,
band karo ye likhna sunana or koi aachcha kam karo,
mai tumhara dost hu ek sachca sa,
ek aachi rah deta hu..............
bat man le meri mai tujhe ofer deta hu,
sunkar bante uski mai gusse mai bhar gaya,
maine unse kaha bas etna unhe bura lag gaya
"mai aapna parivar dekhta hu,
or dekhta rahunga,
par ye yelikhna sunana band nahi karunga,
tum chahte ho mai samaj seva band kardu
are nasamajh tu apne ko 
mera achcha dost bata ta hai,
or yesab kam karne ko mana karta hai  sun,
ye sab meri jindgi hai or esi mai meri kbhunshi hai
aainda ye shabd mat kahna 
barna khatm ho jayegi jo bachi hai,
bo mujhe tujhse juda karna chahta tha,
pagal kabhi juda ho paya hai
chand-chandni se,
suraj roshni se,
gagan-tarno se,
samandar-kinaro se,
pahad-basudha se ,
to mai kaise juda ho sakta hu aapni jindgi se,
aapne pyar se ,aapn chahat se,
aaj nhi hai bo pass mere ,
mere jehan mai uski yad banki hi,
jo kahte hai ki mai door ho gaya unse,
unhe aabhi malom hona banki hai,
mai har sham ko ,
kalam ,kagaj liye baitha hota hu,
tumhari yad aate hi likhna shuru karta hu,
devdas ne peena shuro kiya tha,
mai likha karta hu,
kuch bhole bhatko ko unki rah dikhata hu 
unhe unki manjil bata ta hu...................................................

No comments:

Post a Comment